Today here we are sharing All Famous most superhit Dialogues of Salman Khan (Bhai Jaan). Salman Khan is the superstar of Bollywood and famous for his dialogue delivery his punchlines, sense of hum-our and one-liners are awesome. Salman khan is most paid actor in Bollywood and only he given more then 10 100 crow movies continue in Bollywood. Salman Khan is an actor who appears in Bollywood films. Khan made his debut in 1989 with a supporting role in the family drama Biwi Ho To Aisi, following which he had his breakthrough role in Sooraj Barjatya’s blockbuster romance Maine Pyar Kiya, for which he acquire a nomination for the Filmfare Award for Best Actor.
Salman Khan Movie reactions :
He makes an entry. Audience applauds.
He takes off his shirt. Audience whistles.
He tosses a goon in air. Audience applauds
He says his punch line. Audience goes bananas.
Salman Khan Dialogues in – Tiger Zinda Hai
1. Jab se duniya bani hai, tab se har kone mein, sirf ek hi jung hui hai sahi or galat ki roshni or andheri ki
2. Shikar to sabhi karte hai lekin tiger se behtaar shikar koi nhi krta
3. Ek baar hum uss hospital me ghus gye to hmare pass sirf 2 din honge un nurses ko wha se bhar nikalne ke liye
4. Hmara ye mission ab sirf un nurses ko bachane ke liye hi nhi hai, Porri duniya ko batane ke liye ki We Stand for Peace
5. Tiger dum hai to rok le
6. Husman agar tuj me dum hai to ab tu muje rok ke dikha
7. Is duniya ki shuruvat insaaniyat se hui hai … aur aaj is duniya ko sirf ek hi mazhab ki zaroorat hai … aur woh hai insaaniyat
8. Uparwale ki marzi shayad tujhe maaf kare ya na kare … lekin mera kaam hai tujhe uparwale ke paas pahunchana
Salman Khan Dialogues in – Hum Aapke hai Kaun
1. He never bites. He only loves.
2. Jab hum aapse kuch poochna chahe toh aap hum mein rokti hai aur jab chup ho jaye toh tokti hai
3. Log kehte hai khoobsurat ladkiyaan jab jhooth bolti hai toh aur bhi khoobsurat lagti hai
4. Aaj pehli baar koi ladki … hamari car ke front seat pe behti hai
Salman Khan Dialogues in – Maine Pyar Kiya
1. Dosti ka ek oosul hai madam no sorry, no thank you
2. Dosti ki hai, nibhani toh padegi.
3. Udaas hona, yun akele mein rona, is injurious to health, sehat ke liye hanikarak hota hai
4. Aaj kal darwaaze pe knock karke aane ka zamaana nahin raha
Salman Khan Dialogues in in – Dabangg
1. Hum tum mein itne ched karenge ki confuse ho jaoge ki saans kahan se le aur paadein kahan se.
2. There izz always a first time, always a next time
3. Abhi tak sabko nehlaya hai … ab sabko dhounga
4. Hum yahan ke Robinhood hai … Robinhood Pandey
5. Bharosa bhi hai, himmat bhi hai aur taqat bhi … aur pagalpan hadh se zyada
6. Hamara naam hamari personality ko shoba deta hai … Chulbul Pandey
7. Haramzaade se yaad aaya Chaube ji … aapke aadhar niye pitashri aaj kal kaise hai?
8. Police waale ko thokne ka anjaam pata hai kya hai? … ikkis saal jail aur thukkai alag se … aur ussi police waale ne agar tumhe thokka, toh promotion alag se aur bahaduri ka medal bhi
Salman Khan Dialogues in in – Dabangg2
1. Swagat nahi karoge aap hamara?
2. Gulab jamun se yaad aaya … Tiwari ji aapke hernia ka operation hone waala tha?
3. Waqt tumhara kharab aaya hai aur din hum gine
4. Maa ki jhooti kasam nahi khaate hai … jhootiya saala
5. Sudhar jao … varna agar hum sudhaarne par utar aaye … toh bahut nuksaan ho jayega
6. Akal ke aane ke liye shakal ke bighadneka kyun intezar kar rahe the tum?
Salman Khan Dialogues in in – Wanted
1. Ek baar maine commitment kardi toh phir mein apne aap ki bhi nahi sunta.
2. Tu ladki ke peeche bhagega, ladki paise ke peeche bhagegi … tu paise ke peeche bhagega, ladki tere peeche bhagegi
3. Main sirf money bhai ke liye kaam karta hoon
4. Bahut goor raha hai … kya behen ki shaadi karayega muhjse?
5. Sharab aur khoon main apni marzi se peeta hoon … dabake
6. Jis school mein tune ye sab seekha hai na … uska headmaster aaj bhi mujhse tuition leta hai
7. Mujhe khud ko bhi nahin pata … ki kitna kamina hoon main
8. Suar hamesha group mein shikaar karte hai … aur sher akele
9. Tujhe har goli ka hisaab dena parta hai … main jitni bhi chalaon … mujhe koi hisaab nahin dena parta
10. Beta ye gutkha khane ka itna shauk hai toh ek dost aur bana le … kandha dene ke kaam aayega
Salman Khan Dialogues in – Bodyguard
1. Mujhpe ek ehsaan karna, mujhpe koi ehsaan mat karna.
2. Meri ek khasiyat hai ki main maarta kam hoon … aur ghaseet-ta zyada hoon
Salman Khan Dialogues in – Andaz Apna Apna
1. Saala, main bhi pheku aur yeh bhi pheku. Circus ka retired Bandar lagta hai.
2. Abbe hool de raha hai? Muscle dekha hai muscle? Masal ke rakh doonga!
3. Jab tum Prem se milogi, toh Prem ke prem mein prem deewani ho jaogi … meri premika
Salman Khan Dialogues in – Kick
1. Mere baarein mein itna mat sochna. Dil mein aata hoon samajh mein nahi.
2. Aap devil ke peeche, devil aapke peeche — too much fun!
3. Chehre par gussa, mann mein gaali … goli bhi chalali … phir bhi dono haath khali
4. Woh jeena bhi koi jeena hai jis mein kick na ho
5. Zindagi mein teen cheez kabhi underestimate nahi karna … I, Me and Myself!
6. Main tumhare saath bhuda hona chahta hoon … tumhare wajah se nahi
7. Mujhse joh dushmani modh leta hai … uspe uparwaala reham toh kar deta hai, magar main nahi
8. Rishtey ko mazboot hona chahiye … majboor nahi
9. Aaj ke baad agar tune mere dost ki taraf aankh bhi uthakar dekha … toh Yamuna mein pani nahi … tera khoon bahega
10. Desi ka chota peg … angrezi full botal ke barabar hai
Salman Khan Dialogues in – Saajan
1. Kaam hi mera pooja hai aur pooja hi mera kaam hai.
2. Kabhi kabhi dil ke paimane mein khushi itni badh jati hai … ki khud ba khud aasoon ke cheetay bankar jhalak jati hai
Salman Khan Dialogues in – Bajrangi Bhaijaan
1. Hum Bajrangbali ke bhakt hain. Mar jayenge lekin jhooth nahi bolenge.
2. Sab sukh lahe tumhari sharna, tum rakshak kahu ko darna … sankat hate mite sab peera, joh sumrai Hanumat balbeera
Salman Khan Dialogues in – Hum Dil De Chuke Sanam
1. Agar tum mujhe yunhi dekhti rahi toh tumhe mujhse pyaar ho jayega.
Salman Khan Dialogues in Khamoshi: The Musical
1. Jab tum hasti ho toh tum bahut khubsoorat lagti ho. You look very ugly.
Salman Khan Dialogues in – Ready
1. Zindagi mein teen cheezein kabhi underestimate nahi karna – I, ME and MYSELF.
Salman Khan Dialogues in – No Entry
1. Abbe tu Sunny hai, Sunny Deol nahin.
Salman Khan Dialogues in – Ek Tha Tiger
1. Saath chalna hoga … zinda ya murda
Salman Khan Dialogues in – Jeet
1. Agar mujhe malum hota ki mujhe dekhkar tumhare chehre pe hazaar watt ki muskaan phail jati … toh main kab ka aa chuka hota
2. Kasoor na mera hai na tera … kasoor hamare daaman ka hai … jis mein phool bhi gire … toh kaante ban gaye
Salman Khan Dialogues in – Salaam E Ishq
1. Har cheez karo limit ke andar, lekin pyar limit ke bahut baahar
Salman Khan Dialogues in – Garv
1. Main apna antim sanskar kar chuka hoon
2. Ayanda mardo ki baraat lootne hijado ki toli kabhi mat bhejna
3. Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon
4. Teri liye no chargesheet sirf D-final … yani death final
Salman Khan Dialogues in – Tere Naam
1. Sari duniya pyar mein padi hui hai … sirf ek mujhe hi haq nahi hai? … ki main kisi se pyar kar sakun, koi mujhse pyar kar sake … kyun?
2. Main request nahi karta … ek hi baar bolta hoon … aur full and final ho jaata hai
3. Yahi toh baat mujhe aapki bahut achchi lagti hai … ki aapko kuch samajh mein hi nahi aata
Salman Khan Dialogues in – Kuch Kuch Hota Hai
1. Jabse tumne pyar ko samjha hai, pyar ko jana hai … sirf us hi se pyar kiya hai
Salman Khan Dialogues in – Veer
1. Main ek pindari hoon … ladna hamara karm hai, aur jeetna hamara dharm … chahe woh desh ke liye ho, ya pyar ke liye
2. Izzat se baat, izzatdar logon se ki jaati hai … bhadwon se nahin
Salman Khan Dialogues in – Jai Ho
1. Aam aadmi sota hua sher hai … ungli mat kar … jaag gaya toh cheer phaad dega
2. Aap thank you mat kahiye … instead teen logon ki madad ki jiye aap … aur un teeno se kehna ki woh teen aur ki
3. madad karen … duniya badal jayegi
4. Mere parivar se ulajhne se pehle mere baare mein jaan lete … toh achcha hota
Salman Khan Dialogues in – Mujhse Shaadi Karogi
1. Badtameez, chaddar ki kameez, lohe ka pajama, bandar tera mama, arre billi teri mausi, kutta tera yaar, aam ka achaar … aaja mere yaar!
Salman Khan Dialogues in – Sultan
1. Asli pehalwan ki pehchaan akhade mein nahi, zindagi mein hove hai … taki jab zindagi tumhe patke toh tum phir khade ho … aur aaisa daanv maro ki zindagi chitt ho jaye
2. Koi tumhe tab tak nahi hara sakta … jab tak tum khud se na haar jao
3. Manne lage hai ki angrezi mein ladki jaldi pate hai … I love you bolo aur uske baad seedha kiss hove hai
4. (Khud ko Shahrukh Khan samjhe hai ke?) … Shahrukh ka mazaak mat udhao … manne bahut pasand hai … jab woh ladki ke aankh mein aankh daalke dekhe hai na toh andhi ladki bhi patt jaave hai
Salman Khan Dialogues in – Prem Ratan Dhan Payo
1. Har family mein problem hai … par woh khush naseeb hai jinki family hoti hai
2. Kisi ke haath chalte hai toh kisi ke pair … hamare dono chalte hai
3. Saari shikayatein ek saath likhva dijiye … mooch, shirt, tie, pant, underwear, banyan, kuch mat chhodiye … dhajjiyan udha dijiye … lekin pyar nahi karta, yeh mat likhvaiye
Salman Khan Dialogues in – Son of Sardaar
1. Pathan aur Sardar ki jodi … baki sab lil lil ghodi
Salman Khan Dialogues in – London Dreams
1. Tu kaam karta gaya, main ishq karta gaya … tera naam hota gaya, main badnaam hota gaya